Koun Hoon Mein
Na jane koun hoon mein,
Kis mitti ka hoon mein,
Musalman hoon,
Hindu hoon,
Ya esaai hoon,
Magar jo bhi hoon us khuda ka hoon,
Shayad uska banaya ek insaan hoon......
Written By- Tej
Date - 08-Jan-2010
Mood - I don't know ,still thinking
^A^
Hum Insaan hain, aur hamne Insaaniyat se Pyaar karnaa chaiye....har bhed-bhaav ko bhool kar....Well Said Tej Ji.......Very Well
ReplyDeleteroz simat'ti duniya mein
ReplyDeleteinsan bant'te jaate hai
judte jaate mazhab se
rab se kat'te jaate hai :(
खुदा का घर बचाने के लिये लडते हैं सब लेकिन
ReplyDeleteजो घर बन्दों के हैं उनकी हिफाजत कौन करता है